1. |
Khwaab
04:58
|
|||
Neendon mein
Khwaabon ke darmiyan
Zameen ke uss paar
Nayi hay dunia
Uss dunia mein
Sirf hum hein dono
Baaqi koi nahi
Sirf aasman hay sath
Baaton mein
Karoon sirf zikr tera
Sochon mein
Sirf sochun tujhe
Tu hee dikhta hay
Jahan dekhun mein ab
Tera hona yahan
Jese qayanaat mere paas
Aaoooo-oooo-ooooo
Aooooo-oooo-ooooo
Kahin, kahin hay wo dunia
Jahan, jahan tu mere sath hay
Kahin, kahin hay wo dunia
Kabhi, kabhi ki sirf baat hay
|
||||
2. |
Laapata
04:04
|
|||
Khawhishon mein kho dia tumhein
Tooofan sa ro dia mein
Kiun magar (ar ar)
Tum se (ay ay)
Ajnabi (ee ee)
Sa ehsas nahi
Silslay (ay ay)
Ho gay (ay ay)
Laapata (aa aa)
Laapata kahin
Pehle kabhi socha hee nahi (socha hee nahi)
Duur ese jaao gay kahin (jaao gay kahin)
Ek simt mein dunia chal rahi (eee)
Doosri janib meri zindagi (eee)
Kab subhay se shaam hogyi (ooo)
Ki koshish nakaam hogayi (ooo)
Lafz ek bhi bhoola mein nahi (ooo)
Sitaron ki roshni madham hogayiee
Kiun magar (ar ar)
Tum se (ay ay)
Ajnabi (ee ee)
Sa ehsas nahi
Silslay (ay ay)
Ho gay (ay ay)
Laapata (aa aa)
Laapata kahin
(guitar solo)
|
||||
3. |
Barishen
03:24
|
|||
4. |
Kuku
02:54
|
|||
Baadlon pe
Likhun mein tera naam yun
Aarzoo ye (hay-ay)
K aye wo shaam yun
Tanhayi na rahay, dil mein mere
Ho subha meri, saath tere
Tham jayen ye sabhi, lamhay mere
Sab geet mere, hun naam tere
Hey! Kuku, kuku, kuku meri baahon mein aa
Hey! Kuku, kuku, kuku meri baahon mein aa
Hey! Kuku, kuku, kuku meri baahon mein aa
Hey! Kuku, kuku, kuku meri baahon mein aa
Muskurana
Tera yun paas aana
Rangon mein, mausamon mein
Tera yun khiltay jaana
Neend aye na aye
Raat jaye na jaye
Baat mere dil ki
Tere dil tak bas rahay
Hey! Kuku, kuku, kuku meri baahon mein aa
Hey! Kuku, kuku, kuku meri baahon mein aa
Hey! Kuku, kuku, kuku meri baahon mein aa
Hey! Kuku, kuku, kuku meri baahon mein aa
x2
|
||||
5. |
||||
6. |
Pari
04:26
|
|||
7. |
Aik Do Teen
04:16
|
|||
8. |
Kahani
03:08
|
|||
Na samajh main
Tere khayalon mein
Gali k uss mour pe
Khara rahun main
Na tu hay
Mere aas paas
Na wo
Na wo ehsas
Kahani meri mein
Bas tera zikar hay
Sehraaon main jaisay barishen
Esa ye dil hay
Na tu hay
Mere aas paas
Na wo
Na wo ehsas
Teri kahani, meri kahani kahan
Teri kahani, meri kahani kahan
Tou kaise, khud se puchain
Wo baatain, aaj raat
(solo)
|
||||
9. |
Taaray
04:42
|
|||
10. |
Umer Farooq Lahore, Pakistan
Umer Farooq is an independent indie/pop artist based in Lahore, Pakistan.
Umer can be reached at umerfarooqmusic@gmail.com for any bookings/enquiries.
Streaming and Download help
If you like Umer Farooq, you may also like: